Monday, October 18, 2010
1102~*Main Ne Pahle Hi Kaha Tha*~Pak Old...
*Main Ne Pahle Hi Kaha Tha*~Pak Old...
Main ne pahle hi kaha tha k
Mohabbat na karo
Tum mere piyar ko thukrao ge pachtao ge
Bhul jene ki woh koshish main jhatakna sar ko
Ho k majboor woh takiye pe pathakhna sar ko
Kashmakash main dil ulhaj jaye ga
Waqt wapas naheen ata hai samjh jaye ga
Apni shadi pe raza mand jo ho jao ge
Apni dulhan k khayalaat main kho jao ge
Is tasawar main magar koi kami pao ge
Hone wali k mukabil main mujhye lao ge
Apni hasti jo gunahgaar nazar aye gi
Moun se besakhta ek ahh nikal jaye gi
Woh tarashe ka namona nazar aoo gi kabhi
Aina dekh k chaire ko choupao gi kabhi
Hath mal mal k dopate se phirao gi kabhi
Muthiyaan beech k hontoon ko chabao gi kabhi
Apne age se kitaboon ko hatao gi kabhi
Sar ko dewaar se takiye se lagao gi kabhi
Karwateen leti hui mouj nazar aoo gi
Kiya karon kiya na karon soch k ghabrao gi
Itna ghabrao gi kamre se nikal aoo ge
Tere lab phir mere ashehaar ko dohrao ge
Main ne pahle hi kaha tha k
Mohabbat na karo
Tum mere piyar ko thukrao gi pachtao gi,
Wednesday, October 13, 2010
koi tujh sa kahan
Dil_ e_ viraan hai teri yaad hay tanhayi hai
Zindagi dard ki bahoon main simat ayi hai
Mere mahboob zamane main koy tujh sa kahan
Tere jane se meri jaan pe ban ayi hai
Aisa ujraa hai umedoon ka chaman tere baad
Phool murjhaye baharoon pe khizaan chayi hai
Chaa gaye charoon taraf gahm k andhere sayee
Meri taqdeer mere haal pe sharmayi hay
Zindagi dard ki bahoon main simat ayi hay
Dil e viraan hay teri yaad hay tanhayi hay...
i miss you
.*"*,,*"*,.*"*,,*"*,
*,YOU ,*, ARE ,*
“*,,*” “* ,, *”
.*"*,,*"*,.*"*,,*"*,
*, My ,*, LOVE ,*
“*,,*” “* ,, *”
.*"*,,*"*,
*, I ,*
“*,,*”
.*"*,,*"*,
*,Alwys ,*
“*,,*”
.*"*,,*"*,.*"*,,*"*,
*,MiSS,*, YOU ,*
“*,,*” “* ,, *”
*,YOU ,*, ARE ,*
“*,,*” “* ,, *”
.*"*,,*"*,.*"*,,*"*,
*, My ,*, LOVE ,*
“*,,*” “* ,, *”
.*"*,,*"*,
*, I ,*
“*,,*”
.*"*,,*"*,
*,Alwys ,*
“*,,*”
.*"*,,*"*,.*"*,,*"*,
*,MiSS,*, YOU ,*
“*,,*” “* ,, *”
shairy
Kuch nahi mil payega Sajda kiye begair,
Woh kahan hota hai khush puja kiye begair.
Yeh tajub hai ki manzil mil gaye,
Jindagi chalti rahi rasta begair.
Kis kader asaan hai,mushkil bhi ai,
Jindagi geena kisi icha begair.
Kya kahun uss noor k alam ko,
Jaise ek sailab ho darya begair.
Uska dhoondna hai pata jiska naam tha,
Ek khajana mil gaya naksha begair.
Jab tere dhayan me hota hu main,
rehta hu duniya me or duniya begair.
Yeh hunar,yeh fun usay aata hai,
har nazar se chup gaya parda begair.
Woh kahan hota hai khush puja kiye begair.
Yeh tajub hai ki manzil mil gaye,
Jindagi chalti rahi rasta begair.
Kis kader asaan hai,mushkil bhi ai,
Jindagi geena kisi icha begair.
Kya kahun uss noor k alam ko,
Jaise ek sailab ho darya begair.
Uska dhoondna hai pata jiska naam tha,
Ek khajana mil gaya naksha begair.
Jab tere dhayan me hota hu main,
rehta hu duniya me or duniya begair.
Yeh hunar,yeh fun usay aata hai,
har nazar se chup gaya parda begair.
1097~*Aaj Bhi*~Pak Old...
Jaise bar bar ham se mil chuke ho tum
Ho sake to aaj bhi usi tara milo
Chair do wohi dharkanon k saaz par
Jen ki lay pe khamoshi bhi gunguna uth
Woh diye jalao gaisuoon ki chaoun main
Sari kainaat jen se jagmaga uthe
Sitam na kar tue apne dil par ab kaho
Chal rahe the zindagi k raaste pe ham
Ho gaya jo nagahan tumara samna
Apne zabt par hameen garoor tha magar
Par gaya hameen bhi apne dil ko tahmna
Choupa sake na tum se ham bhi apne piyar ko
Tum bhula bhi do to ham na bhul payeen ge
Ahed jo huwe hain do diloon k darmiyan
Ek pal bhi ham saheen judaiyoon k gham
Ham main itna hosala kahan hai jaan_e_jaan
Tamaam umr ab nazar k samne raho
Subscribe to:
Posts (Atom)