Wednesday, October 13, 2010
1097~*Aaj Bhi*~Pak Old...
Jaise bar bar ham se mil chuke ho tum
Ho sake to aaj bhi usi tara milo
Chair do wohi dharkanon k saaz par
Jen ki lay pe khamoshi bhi gunguna uth
Woh diye jalao gaisuoon ki chaoun main
Sari kainaat jen se jagmaga uthe
Sitam na kar tue apne dil par ab kaho
Chal rahe the zindagi k raaste pe ham
Ho gaya jo nagahan tumara samna
Apne zabt par hameen garoor tha magar
Par gaya hameen bhi apne dil ko tahmna
Choupa sake na tum se ham bhi apne piyar ko
Tum bhula bhi do to ham na bhul payeen ge
Ahed jo huwe hain do diloon k darmiyan
Ek pal bhi ham saheen judaiyoon k gham
Ham main itna hosala kahan hai jaan_e_jaan
Tamaam umr ab nazar k samne raho
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment